Is post me hum aapke
liye lekar aaye hain GK ke 557 swala
jawab. Ye sawal jawab class 6, 7 aur 8 ki Science aur History book se liye gaye
hain.
Aapki aasani ke liye
humne PDF book bhi bana di hai, jise aap download kar sakte hain. Download link
post ke aakhir me mil jayega.
Ye bahut hi basic aur
asan sawal jawab hain, jo har tarah ke exam me aa sakte hain. Isse aapki
general knowledge bhi acchi ho jayegi.
Ye sawal jawab 2
topics par hain: 1. Science, 2. History. Science me total 200 questions hain, aur History me 357 questions hain.
Best Books for CTET Exam Preparation
Ye sawal bahut hi
basic sawal hain jo sabhi ko pata hone chahiye. Kyunki aise swala aksar
competition exams me aa jate hain.
Isi ke sath ye PDF
dusre logo tak bhi pahuchaye jo competition exams ki preparation kar rahe hain.
Sath hi sath hamare facebook page ko bhi like kar le, jisse ki apko hamari har
post ka notification milta rahe.
Bharat Ratn Award - All Important Facts in Hindi
Aap sabhi logo ko ye
PDF book zarur padni chahiye aur apni dusre sathiyo tak bhi share karni chahiye
kyunki gyan baatne se badta hai.
Is PDF book me sabhi
tarah ke sawal jawab include hain, kisne kiski khoj ki, hawai jahaz ki khoj se
lekar sui banana tak. alag alag fasal ke baare me, antibiotic ke baare me,
solar system se lekar sukshm jeev tak.
Isi tarah history ke
sawal jawab hai. Prachin kaal se lekar aadhunik kaal tak ki ghatnao par
aadharit questions answers.
Aap is PDF book ko
kam se kam 5 baar revise zarur karein. Aur every month ek baar zarur revise
kare. Isse aapki GK bahut acchi ho jayegi.
Ye GK question, aapki
sabhi tarah ki parikshao me kaam aa sakte hain, chahe wo teaching profession ke
liye ho, Railway board ke liye ho, NTPC ke liye ho, SSC ke liye, UPSC ek liye
ho ya kisi aur exam ke liye.
General knowledge
aapke result ka score badane me bhi bahut help karti hai. Aur agar score accha
ho to aap dusro se behtar aura aage ho jate hain. Asal me yahi competition hai.
PDF me material ready
karne ke liye hum kafi mehnat karte hain taki aap logo ko iska siddha fayda ho
sake. Aur jin logo ke paas notes arrange nahi ho pate hain, unke liye bhi
hamari site par bilkul free pdf notes available hain.
Sirf aapko yahi karna
hai ki time to time hamari website ko visit karte rahein jisse ki aapko sabhi
update milte rahein.
PDF Book Details
1. Subject – GK Science & History 6,7,8 Class – Hindi – GKGyan
2. Format – PDF
3. Type – Typewritten
4. Size - 1.88 MB
5. Pages - 21 Pages
6. Language - Hindi
No comments:
Post a comment